भोपाल। एईओ परीक्षा पास एवं वेरीफाइड अभ्यर्थियों का एक विशाल सम्मेलन आगामी 9 फरवरी को भोपाल में होने जा रहा है।
उक्त जानकारी देते हुए अशोक बाजपेई ने बताया कि इस सम्मेलन में सभी अभ्यर्थियों को सादर आमंत्रित किया गया है एवं जिनके डॉक्यूमेंट सत्यापित हो चुके है, उनकी पोस्टिंग हेतु भावी रणनीति तय की जाएगी। यह एक महत्वपूर्ण मीटिंग है जिसमें सभी की उपस्थिति निश्चित रूप से अनिवार्य है।
दिनांक : 09-FEB-2014
स्थान : "भोपाल कम्युनिटी हॉल न्यू मार्केट भोपाल (म. प्र.)
भावी रणनीति तय करने के लिए आप सभी आमंत्रित हैं।
अशोक बाजपेई
7489057771
are education very fied abhyarthio ka sammelan 9 feb ko bhopal me
rajya siksha seva aayog ke madhyam se sarkar dwara shiksha ke gunatmak sudhar ka beedna uthaya gaya hai jiske tahat 25.07 ko rajya siksha sewa aayog ka gathan rajya sarkar dwara kiya gaya usi sandharv me dinak8.9.2013 ko 2977 aeo ke pado hetu pareeksha on line lee gai patr abhyarthio ke very fication bhi teen soochiyo ke dwara kara liye gae ab 4 maheene se adhik beet jane ke bawjood aeo kee pad sthapna na hone ke karan pareeksha pas abhyarthio me narajgi badh rahi hai
atah sabhi pas abhyathee 9/2 /14 ko bhpal comunity hall new market bhopal me ekatr hokar aage ki karya yojna per kam karne wale hai bhopal samachar ke madhyam se ashok bajpai (mandla) dinesh goyal bhopal/ sharad kheesr sagar ali rajpur /pradeep raghuwanshi/ashoknagar smt nutan salve /burhanpur/umashankar saini katni aadi sabhi sathio ne sab ko bhopal pahuchne ki apeel ki hai